Roman script

chhat pe main soyi thi 

chhat pe main soyi thi 

kal rat ko 

nathini uda le bhaga kaga 

chhat pe main soyi thi 

kal rat ko 

nathini uda le bhaga kaga 

saiya abhaga nahi 

jaga  nahi jaga na jaga 

nathini uda le bhaga kaga kaga 

nathini uda le bhaga kaga 

amma ji ne dehli se sona magbaya 

tha jhasi se bulaya tha sunhar 

o jhasi se bulaya tha sunhar 

kitne jatan se mori nathni bani thi 

leti thi main kar ke sau sigar 

leti thi main kar ke sau sigar 

main to dulhan bani thi sejriyan saji thi 

main to dulhan bani thi sejriyan saji thi 

saiyan ji ka karti thi bichar ki saiyan 

saiya abhaga nahi 

jaga  nahi jaga na jaga 

nathini uda le bhaga kaga kaga 

nathini uda le bhaga kaga 

bhole bhale saiyan ji ne hira jadwaya tha 

hire pe tha unka bada pyar 

o hire pe tha unka bada pyar 

aapne hi hatho se nath painayi thi 

galo ko chhua tha kai baar 

hay hay galo ko chhua tha kai baar 

bairi wo tha bada jhuta  jisne mujhko luta 

wo tha bada jhuta  jisne mujhko luta 

saiyan ji ka bachpan ka tha yaar 

ki saiyan saiya abhaga nahi 

jaga  nahi jaga na jaga 

nathini uda le bhaga kaga kaga 

nathini uda le bhaga kaga 

chhat pe main soyi thi 

kal rat ko 

nathini uda le bhaga kaga kaga 

nathini uda le bhaga kaga

Explore this song