Roman script

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

chhankegi payal tufan mach jayega

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

chhankegi payal tufan mach jayega

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

bandh lu jo baho me chhut nahi payega chhut nahi payega

bandh lu jo baho me chhut nahi payega chhut nahi payega

dekhti hu bach kar tu kaha tak jayega 

chhut nahi payega kaha tak jayega

aisa teer chhodungi uthane na payega

aisa teer chhodungi uthane na payega

chhankegi payal tufan mach jayega

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

jagti nigaho se dekh raha khawab hai

o mere pas tere har sawal ka jawab hai

daman bichhaya maine phulo se tu bhar de

daman bichhaya maine phulo se tu bhar de

phulo se tu bhar de phulo se tu bhar de

zindagi luta du ek bar aaj ha kar de

phulo se tu bhar de aaj ha kar de

pyar thukrayega to bada pachhtayega

pyar thukrayega to bada pachhtayega

chhankegi payal tufan mach jayega

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

kaun kaun mehfil me dil ko bachayega

Explore this song