Roman script
cham cham baje payal matwali cham cham baje payal matwali kabhi jiya ghabraye kabhi nain sharmaye piya kaisi najar tune dali cham cham baje payal matwali kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye piya kaisi najar tune dali cham cham baje payal matwali tham tham ke mai chalti hu haye tham tham ke mai chalti hu par phir bhi balam tere sar ki kasam nahi chupte tarane cham cham ke dhadak jaye dil to yahi khota hai dhadak jaye dil to yahi khota hai tham tham ke mai chalti hu par phir bhi balam tere sar ki kasam nahi chupte tarane cham cham ke haye deti hai tane ye sari khudai deti hai tane ye sari khudai piya aaj mujhe laaz badi aayi re cham cham baje payal matwali kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye piya kaisi najar tune dali cham cham baje payal matwali diwana dil mastana haye diwana dil mastana aise aahe bhare aisi bate kare sunle na koi afsana machal jaye dil to yahi rota hai machal jaye dil to yahi rota hai diwana dil mastana aise aahe bhare aisi bate kare sun le na koi afsana haye tera hai kya piya tu hai saudai tera hai kya piya tu hai saudai ho na jaye kahi meri ruswai re cham cham baje payal matwali cham cham baje payal matwali kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye piya kaisi najar tune dali cham cham baje payal matwali
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Usha Mangeshkar
- Film / album: Tarzan Comes To Delhi (1965)
- Composer: Dattaram Wadkar
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dara Singh Randhawa
- Actor: Mumtaz
- Actor: Bhagwan
- Actor: Vishwa Mehra
- Actor: Siddhu
- Actor: Bela Bose
- Actor: Helen
Song video
singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
actor: Mumtaz, Dara Singh