Roman script

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam, aankho ke naam hontho ke naam

phul jaise tan ke jalve, ye rang-o-bu ke

ye rang-o-bu ke, aaj jaam-e-may uthe 

in hontho ko chhuke, in hontho ko chhuke

lachakaiye shakh-e-badan, makaiye julfo ki sham

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam

aapka hi naam lekar, pi hai sabhi ne

pi hai sabhi ne

aap par dhadak rahe hai, pyalo ke sine

pyalo ke sine

yaha ajanbi koi nahi

ye hai aapki mahfil tamaam

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam

kaun har kisi ki baahe, baaho mein daale

baho mein daale

jo nazar nasha pilaye, wo hi sambhale

wo hi sambhale

duniya ko ho auro ki dhun 

hamko to hai saki se kaam 

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam

chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam

hontho ke naam, aankho ke naam hontho ke naam

Explore this song