Roman script

chhalke chanda ka paimaana, o chhalke chanda ka paimaana 

khoya nashe mein jamaana

aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana 

khoya nashe mein jamaana

aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana

jhoom raha hai dil mera phir se 

jhoom raha hai dil mera phir se 

pyaar ki baatein kare dono jara milke 

dono jara milke 

tu sunta ho main yeh kahu

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana 

khoya nashe mein jamaana

aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhalake chanda ka paimaana

tere liye main toh pyaar se mehku 

tere liye main toh pyaar se mehku

raah mein tere piya khade khade behku 

khade khade behku 

mauj mein teri main toh kahu

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana 

khoya nashe mein jamaana

aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana

chaand ke saath hai ek sitaara 

chaand ke saath hai ek sitaara 

de ja tu bhi saiyaan hamako sahaara 

saiyaan hamko sahaara 

main bhi teri saath rahu

ho o o o o chhalke chanda ka paimaana

khoya nashe mein jamaana

aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhlake chanda ka paimaana

khoya nashe mein jamaana

aaja balma ho o o yahin pyaar ki hai raat

ho o o o o chhlake chanda ka paimaana

Explore this song