Roman script

chhaayi madhoshiyan, dil dhadkane laga hai

pyaar ka silsila ye kaha le chala hai

lagti hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

apni hado se gujarne laga hoon

saanson mein teri utarne laga hoon

bhatakta tha pehle, idhar se udhar main

magar ek jagah ab theharne laga hoon

lagai hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

chhaayi madhoshiyan, dil dhadkane laga hai

pyaar ka silsila ye kaha le chala hai

lagti hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

saanson mein saansein ulajhne lagi hai

honthon ki sabnam behakne lagi hai

khwaaish ka toofaan machalane laga hai

naajuk sa dil ye pighalne laga hai

lagti hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

chhaayi madhoshiyan, dil dhadkane laga hai

pyaar ka silsila ye kaha le chala hai

lagti hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

koi rasta ho, koi rehgujar ho

mohabbat jo teri, mere humsafar ho

bhanwar mein bhi haske utar jaaunga main

mujhpe hamesha jo teri najar ho

lagati hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

chhaayi madhoshiyan, chhaayi madhoshiyan

dil dhadkane laga hai, dil dhadkane laga hai

pyaar ka silsila, pyaar ka silsila

ye kaha le chala hai, ye kaha le chala hai

lagti hai pyaari kyun bekaraari, jaanu na

Explore this song