Roman script

chhaai birhaa ki raat

moraa tadpe jiyaa

mose ruthe piyaa

koi man kaa sahara nahi

ho koi man kaa sahara nahi 

chhaai birhaa ki raat

moraa tadpe jiyaa

mose ruthe piyaa

koi man kaa sahara nahi

ho koi man kaa sahara nahi 

pal bhar me tut gaye sapno ke moti

aansu me dub gai naino ki jyoti

pal bhar me tut gaye sapno ke moti

aansu me dub gai naino ki jyoti

naino ki jyoti

sune-sune se hai aaj

mere asha ke dwaar

naiyaa kaise lage paar

jab samne kinara nahi

ho koi man kaa sahara nahi 

man kaa singaar meraa kisne hai chhinaa

haatho se chhut gai asha ki binaa

man kaa singaar meraa kisne hai chhinaa

haatho se chhut gai asha ki binaa

asha ki binaa

khoi-khoi si hai aaj mere jiwan ki prit

gaaun ro-ro ke ye geet

mere naino kaa taaraa nahi

ho koi man kaa sahara nahi 

chhaai birhaa ki raat

moraa tadpe jiyaa

mose ruthe piyaa

koi man kaa sahara nahi

ho koi man kaa sahara nahi

Explore this song