Roman script

chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah

samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah

der kis bat ki hai soch ye kis bat ka hai

wakt ye dil pe sanam pyar ki barsat ka hai

le gayi hosh mere ankhe sarabo ki tarah

le gayi hosh mere ankhe sarabo ki tarah

tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah

chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

apke ate hi aaya bahar ka mosam

kahi yuhi na gujar jaye pyar ka mosam

apke ate hi aya bahar ka mosam

kahi yuhi na gujar jaye pyar ka mosam

mujhko chu lijiye hotho se gulabo ki tarah

mujhko chu lijiye hotho se gulabo ki tarah

tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah

chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah

samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah

tujhko paya hai sawalo me jawabo ki tarah

chehre pad leta hai janam tu kitabo ki tarah

samne aa gayi sach hoke tu khwabo ki tarah

Explore this song