Roman script

chehra innocent hai, are chehra innocent hai
chehra innocent hai, jawani hai decent
ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
ho karke dil ka accident, ye current maare hai

sar se leke paav tak adao se bhari hai
hai ye beautiful magar thodi si nakchadi hai
hey sar se leke paav tak adao se bhari hai
hai ye beautiful magar thodi si nakchadi hai
isko hi banaunga, hey isko hi banaunga
isko hi banaunga, main joru permanent 
ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
chehra innocent hai, jawani hai decent
ye current maare hai
chodunga na hath chahe jaan chali jaye
charso chalis volt ka ek bar jhatka khaye
are chodunga na hath chahe jaan chali jaye
charso chalis volt ka ek bar jhatka khaye
rok nahi sakti mujhko, arey rok nahi sakti mujhko
rok nahi sakti mujhko, india goverment 
ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
chehra innocent hai, jawani hai decent
ye current maare hai
gora ang dekha jabse ho gaya diwana
chahta hai pana mere husn ka khazana 
arey gora ang dekha jabse ho gaya diwana
chahta hai pana mere husn ka khazana 
mere pichhe pad gaya hai 
hey mere pichhe pad gaya hai 
mere pichhe pad gaya hai 
pyar ka patient 
ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
hey chehra innocent hai, jawani hai decent
ye current maare hai
sunlo duniya walo hai ye maamla recent
ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
ho karke dil ka accident, ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai
karke dil ka accident, ye current maare hai

Song details

singer: Sangeeta Jha, Udit Narayan