Roman script

chehra tumhara dil me, jis din se utar gaya aa

chehra tumhara dil me, jis din se utar gaya

yun lagta zindagi ka, har lamha sanwar gaya

chehra tumhara dil me

tum leke aaye chahate, mere dil ki raah me

sadiyon ka pyaar mil gaya, teri ek nigahon me

paaya tumhe to paayi, aur ik zindagi

paaya tumhe to paayi, aur ik zindagi

tanhaai thi jisme, wo mausam gujar gaya

tanhaai thi jisme, wo mausam gujar gaya

yun lagta zindagi ka, har lamha sanwar gaya

chehra tumhara dil me

diwana ho raha hun main, tumhein dekh dekh kar

dil par khumaar chha raha, meri jaan is kadar

ab main jahan bhi dekhu, aate ho tum nazar

kitana haseen manzar, aankhon me thaher gaya

kitana haseen manzar, aankhon me thaher gaya

yun lagta zindagi ka, har lamha sanwar gaya

chehra tumhara dil me, jis din se utar gaya aa

chehra tumhara dil me, jis din se utar gaya aa

yun lagta zindagi ka, har lamha sanwar gaya

chehra tumhara dil me

Explore this song