Roman script

chhedo na sanam jane do sanam 

chhedo na sanam jane do sanam 

meri jaan nikal jayegi 

ho meri jaan nikal jayegi 

roko na sanam chhune do sanam 

roko na sanam chhune do sanam 

meri jaan nikal jayegi 

meri jaan nikal jayegi 

aag laga ke is tan mein

daal diya na uljhan mein 

aag laga ke is tan mein

daal diya na uljhan mein 

chhedo na sanam jane do sanam 

roko na sanam chhune do sanam 

kya main karu jo tan jalta hai 

pyas ye tan ki tumne jagai

pyar ke aage sar jhukta hai 

haye mohabbat kisne banayi 

pyar jaga kar is man mein  

pyar jaga kar is man mein  

daal diya na uljhan mein 

chhedo na sanam jane do sanam 

roko na sanam chhune do sanam 

pas jo aau man darta hai 

door bhi jana bas mein nahi hai 

man ye pagal kyu darta hai 

pyar chhupana bas mein nahi hai 

tan se man ki anban mein 

tan se man ki anban mein 

daal diya na uljhan mein 

chhedo na sanam jane do sanam 

roko na sanam chhune do sanam 

pyar ka mausam aa hi gaya hai 

phir bhi kyu inkaar hai tumko 

pyar ka mausam kal bhi rahega 

aaj hi kyu israar hai tumko 

bandh ke preet ke bandhan mein 

bandh ke preet ke bandhan mein 

daal diya na uljhan mein 

chhedo na sanam jane do sanam 

ho meri jaan nikal jayegi 

meri jaan nikal jayegi 

roko na sanam chhune do sanam 

meri jaan nikal jayegi 

meri jaan nikal jayegi 

aag laga ke is tan mein

daal diya na uljhan mein 

aag laga ke is tan mein

daal diya na uljhan mein 

chhedo na sanam jane do sanam 

roko na sanam chhune do sanam

Explore this song