Roman script

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

har kadam par naya imtiha hai 

chaar din kaa safar ye jaha hai

muskura le bahut kam sama hai 

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

har kadam par naya imtiha hai 

chaar din kaa safar ye jaha hai

muskura le bahut kam sama hai 

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

har kadam par naya imtiha hai 

chaar din kaa safar ye jaha hai

haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le

aane wala pal naa jane kya khel sabko dikhayega

haath mein jo pal hai tere hans kar ise tu bita le

waqt ke saamne aadmi kuchh nahi

waqt ke saamne aadmi kuchh nahi

waqt ke saamne aadmi kuchh nahi

aadmi pal bhar ki dasta hai 

chaar din kaa safar ye jaha hai

muskura le bahut kam sama hai 

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

har kadam par naya imtiha hai 

kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera

maalik sabka ek wahi hai pagle naa kar tera mera

kah ke gaye hai sant syane ye jag hai rain basera

leke aaya tha kya leke jaayega kya 

leke aaya tha kya leke jaayega kya 

leke aaya tha kya leke jaayenga kya 

sabki manjil to aakhir waha hai 

chaar din kaa safar ye jaha hai

muskura le bahut kam sama hai 

jindagi mein khushi hai ghadi do ghadi

har kadam par naya imtiha hai

Explore this song