Roman script

ye jeevan hai naarbeli sasural jaaye aakeli 

jaane kaisa ghar hai beta suljhe nahi ye phaeli 

zindgi hi dulhan chod jaye gai kal 

zindgi hi dulhan chod jaye gai kal 

doli chad jaaye kab ye jawane 

char din ka safar ye jaha hai 

muskrale bahut km sama hai 

zindgi me khushi har gadi do gadi 

har kadam par naya imthaan 

char din ka safar ye jaha 

muskurale bahut km sama hai

Explore this song