Roman script

dekho kah rhi hain kya ratein chandni ratein
dil se dil ke riston ki baate ankahi batein
dil ki riston ki inhi lambho ki ankahi batein 
chandni ratein chand se lo chand se jile khawaiso 
se saje huye sahare itni najuk hai yaar ke 
rishtein kabhi to apne to kabhi sapne dekho 
kah rhi hain kya ratein chandini ratein
ek pal me kaise toot jate hain kaise 
jindgi ke ye natein hain sathi ke 
umar bhar ye sang nahi rahate hain 
kabhi kyo hum safar bhi kuch nahi 
hote dekho kah rhi hain kya ratein 
chandni rateinnye rango me khoke hum 
dekhe chalke hum do kadam dekhe pyaar 
ki moti chamakte rhenge kabhi to khwab the 
jo vo sach honge dekho kah rhi hain kya
ratein chandni ratein dil se dil ke 
riston ki baate ankahi batein
dil ki riston ki inhi lambho 
ki ankahi batein chandni ratein

Song details

Song video

Watch on YouTube