Roman script
Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori… Chandaniya chhup jaana re Chhan bhar ko luk jaana re (Luk: hide) Nindiya aankhon mein aaye Bitiya meri so jaaye hmm mm… Nindiya aankhon mein aaye bitiyaa meri so jaaye Leke god mein sulaao Gaao raat bhar sunaao Main lori lori Ho main lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Gardhaniyaan chhun chhun baje Palkan mein sapna saje Dheeme-dheeme haule-haule Pawan basanti dole hmm hmm… Dheeme dheeme haule haule Pawan basanti dole Leke god mein sulaao Gaaon raat bhar sunaao Main lori lori Oh oh ho main lori lori Meri Muniya Rani bane Mehlon ka Raja miley Dekhe khushiyon ke mele Dard kabhi na jhele Oh ho.. Dekhe khushiyon ke mele Dard kabhi na jhele Leke god mein sulaao Gaao raat bhar sunaao Main lori lori hmm hmm main lori lori Lori lori lori… [x8]
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Rowdy Rathore
- Composer: Sajid-Wajid
- Lyricist: Sameer Anjaan
Song video
director: Prabhu Deva
cast: Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
language: Hindi
music label: Sony Music India