Roman script
chandan ko chum chum mast hai pawan sahil ko chum chum mauj hai magan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan sahil ko chum chum mauj hai magan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan pathar ki murat me pyar pala hai rango me chhando me pyar dhala hai pathar ki murat me pyar pala hai rango me chhando me pyar dhala hai simti hai hotho me man ki agan simti hai hotho me man ki agan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan sar se paw tak pyar ho piya roshan kar dega man deh ka deeya sar se paw tak pyar ho piya roshan kar dega man deh ka deeya dekho to chhuke kora badan dekho to chhuke kora badan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan bandhe the agni ke aage bandhan sawikara tha mujhko apni dulhan bandhe the agni ke aage bandhan sawikara tha mujhko apni dulhan kar do tum pure wo pyar ke wachan kar do tum pure wo pyar ke wachan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan sahil ko chum chum mauj hai magan samjho sajan pyar ki lagan chandan ko chum chum mast hai pawan
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Dil Akhir Dil Hai (1982)
- Composer: Khayyam
- Lyricist: Anil Mohile
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Rakhee
- Actor: Parveen Babi
- Actor: Nazir Hasain
- Actor: Paintal
- Actor: Jalal Aga
- Actor: Rehman
- Actor: A K Hangal
- Actor: Dina Pathak
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Krishan Dhawan
Song video
actor: Rakhee, Naseruddin Shah