Roman script
chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade galiyo me vo nasib ke maare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade unki nazar ka jisne nazaara chura liya unke dilo kaajisne sahaara chura liya us chor ki talaash me saare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade gam ki andheri raat me jalna pada unhe phulo ke badle kaanto pe chalna pada unhe dharati pe jab gagan ke dulaare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade unki pukaar sun ke yah dil dagmaga gaya hamko bhi koi bichhada hua yaad aa gaya bhar aayi aankh aansu hamaare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade galiyo me vo nasib ke maare nikal pade chanda ko dhundhane sabhi taare nikal pade
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Hemlata
- Singer: Mohammed Rafi
- Singer: Usha Mangeshkar
- Film / album: Jeene Ki Raah (1969)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Tanuja
- Actor: Anjali
- Actor: Durga Khote
- Actor: Jagdeep
- Actor: Manmohaan Krishan
- Actor: Bela Bose
- Actor: Sanjeev Kumar
- Actor: Viju Khote
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Karan Dewan
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Sudhir Kumar
- Actor: Meena
- Actor: Dube
- Actor: Deepak
- Actor: Shukla
- Actor: Qamar
Song video
singer: Asha Bhosle, Hemlata, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
actor: Jeetendra, Tanuja