Roman script

chanda se bhi pyara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

ho chanda se bhi pyara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

ghata ka saya hai jindagi

idhar se aayi udhar chali

ruke na jivan ki bansuri

haye apni dhun me gaa

khushi ka sagar jo chhalke

to kyu chale dil sambhal ke

kahin tarange machal ke jara

mauj me lehraye

khushi ka sagar jo chhalke

to kyu chale dil sambhal ke

kahin tarange machal ke jara

mauj me lehraye

ghata ka saya hai jindagi

idhar se aayi udhar chali

ruke na jivan ki bansuri

haye apni dhun me gaa

chanda se bhi pyara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

jab mera nanha paiya paiya 

thumak thumak dole

tuku tuku taake tuku tuku jhanke

gudiya ghunghat khole

jab mera nanha paiya paiya 

thumak thumak dole

tuku tuku taake tuku tuku jhanke

gudiya ghunghat khole

ho gudde ka dulara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

ghata ka saya hai jindagi

idhar se aayi udhar chali

ruke na jivan ki bansuri

apni dhun me gaa

jo mastiyo me jeeye hai

use nasha bin peeye hai

ye raaz tere liye hai

magar tu nahi samjha haye

jo mastiyo me jeeye hai

use nasha bin peeye hai

ye raaz tere liye hai

magar tu nahi samjha haye

ghata ka saya hai jindagi

idhar se aayi udhar chali

ruke na jivan ki bansuri

haye apni dhun me gaa

chanda se bhi pyara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

a b c d aa likh de k kh g

a b c d aa likh de

aur sikha k kh g

ab padhne school chala hai ye mera shehjada

ab padhne school chala hai ye mera shehjada

o pariyo ne sanwara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

chanda se bhi pyara hai

ankhiyo ka tara hai

dil ka sahara mera laadla

Explore this song