Roman script
Aise na dekh, aise na jhaank Aise na dekh, aise na jhaank Aye Duniya! Aye Duniya! Dil mein bhara hai apne romance Dil mein bhara hai apne romance Karte hain roz Chanda Pe Dance Aye Duniya! Aye Duniya! Khud se hai pyar humein beshumar Khud pe nisaar hum toh Hai zindagi pe humein aitbaar Hain iske yaar hum toh [x2] Itna naa dekh, itna naa jhaank Itna naa dekh, itna naa jhaank Baadal ke paar hai, apni aankh Aye duniya! Aye duniya, Haan! Dil ki dukaan mein jo saamaan hai Lajwab hai jee Dil ko sajana, bilkul aasaan Seedha hisaab hai jee [x2] Chooke nahi jab mile chance Chooke nahi jab mile chance Karte hain roz chanda pe dance Aye Duniya.. Aye Duniya.. Ho…
Song details
- Singer: Sona Mohapatra
- Singer: Shadab Faridi
- Film / album: Satyamev Jayate (TV Series)
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Munna Dhiman
singer: Sona Mohapatra, Shadab Faridi
language: Hindi