Roman script

aise na dekh aise na jhank

aise na dekh aise na jhank

aye duniya aye duniya

dil me bharaa hai apne romance

dil me bharaa hai apne romance

karte hai roz chandaa pe dance

aye duniya, aye duniya

khud se hai pyar hame beshumaar	

khud pe nisar hum to

hai zindagi pe hame aitbar

hai iske yaar hum to

khud se hai pyar hame beshumar

khud pe nisaar hum toh

hai zindagi pe hame eitbaar

hai iske yaar hum toh

itna na dekh itna na jhaank

itna na dekh itna na jhaank

badal ke paar hai apni aankh

aye duniya, aye duniya ha

dil ki dukan mein jo saman

hai lajwab hai ji

dil ko sajana bilkul asan

sidha hisab hai ji

dil ki dukan me jo saman

hai lajwab hai ji

dil ko sajaana bilkul asaan

seedha hisab hai ji

chuke nahi jab mile chance

chooke nahi jab mile chance

karte hai roz chandaa pe dance

aye duniya aye duniya

Explore this song