Roman script

he ae ae ae ae 

he chanda na dekha maine suraj na dekha 

dohari ho ho ke main to khodati gayi 

khodati hi gayi 

jhapka nahi, chhapka nahi 

he paatal paani to bhi nikla nahi 

he chanda na dekha maine suraj na dekha 

dohari ho ho ke main to khodati gayi 

khodati hi gayi 

jhapka nahi, chhapka nahi 

he paatal paani to bhi nikla nahi 

jholi se doli aur doli se marghat tak 

paashaan fodane me, zindagi gayi 

zindagi gayi 

jholi se doli aur doli se marghat tak 

are paashaan fodane me, zindagi gayi 

zindagi gayi 

chaha tha baaho se main gher lu simaaye 

maati ki mahak mili, wo bhi kho gayi 

wo bhi kho gayi 

chhalka nahi, jhalka nahi 

he paatal paani to bhi nikla nahi 

he chanda na dekha maine suraj na dekha 

dohari ho ho ke main to khodati gayi 

khodati hi gayi 

jhapka nahi, chhapka nahi 

he paatal paani to bhi nikla nahi 

sone aur chandi ki, jagmag se bach kar main 

sapno me sajna ko khojati gayi 

khojati gayi 

sone aur chandi ki, jagamg se bach kar main 

are sapno me sajna ko khojati gayi 

khojati gayi 

kaudi ki gagar ki khakar sa band kahun 

dekha tujhe to main baanvari bhyi 

baanvari bhyi 

mahka nahi, chahka nahi 

he paatal paani to bhi nikla nahi 

he chanda na dekha maine suraj na dekha 

dohari ho ho ke main to khodati gayi 

khodati hi gayi 

jhapka nahi, chhapka nahi 

chhalka nahi, jhalka nahi 

mahka nahi, chahka nahi 

paatal paani to bhi nikla nahi 

paatal paani to bhi nikla nahi 

paatal paani to bhi nikla nahi 

paatal paani to bhi nikla nahi 

paatal paani to bhi nikla nahi

Explore this song