Roman script

chupke chupke ek khelona tora hai sab ne 
beech ḍaagar mein hum ko akela chora hai sab ne 
kyon hamaaraa koii nahin is duniyaan mein
sab kahati hai maa rahati aasamaan mein 
o chanda tere sang kyaa rahati hai meri maa 
kyaa mere baare mein kuchh kahati hai meri maa
pukaaroo usy jo chhupaa legi mujh ko jahaan pe koii dekhe ni mujhe 
kyaa usy kahataa hogaa ye kahaani meri jo ṭimaṭimaata hai taaraa 
meree aankhon mein rehata hai har pal meeṭhaa dondla saa sapna tumhaaraa 
ḍaar lagataa hai andheron se ujaalon se bhi 
choṭ lagy tu roo ky chup ho jaaty sabhi 
nindi aae to koii naa soliye 
nindi aae to koii naa soliye 
chanda maamaa pass apany kyon naa bolye
itni si baat hamen kyon naa tu batatye 
kahaty hain ham jo bhi kyaa sun leti haimaa 
kyaa mere baare men kuchh kahati hai meri maa 
maa maa 
pukaaroo usy jo chhupaa legi mujh ko jahaan pe koii dekhe ni mujhe 
kyaa usy kahataa hogaa ye kahaani meri jo ṭimaṭimaata hai taaraa 
meree aankhon mein rehata hai har pal meeṭhaa dondla saa sapna tumhaaraa
o chanda tere sang kyaa rahati hai meri maa 
kyaa mere baare mein kuchh kahati hai meri maa

Song details

Song video

Watch on YouTube