Roman script

jo bhi chaahu vo main paau, zindagi me jit jaau

chaand taare tod laau, saari duniya par main chhaau

bas itna sa khwaab hai, bas itna sa khwaab hai

chaand taare tod laau, saari duniya par main chhaau

bas itna sa khwaab hai, bas itna sa khwaab hai

yaar tu bhi sun zara aarzu meri hai kya

main kya ban jaana chaahta hu

main kaha kharab hu main to lajawaab hu

main ye manvana chaahta hu

maan ja ai khuda, itni si hai dua

main ban jaau sabse bada, main ban jaau sabse bada

mere pichhe mere aage, haath jode duniya bhaage

bas itna sa khwaab hai, bas itna sa khwaab hai

shaan se rahu sada mujhpe log ho fida

hasinaye bhi dil ho khoti

dil ka ye kamal khile sone ka mahal mile 

barasne lage hire moti

maan ja ai khuda, itni si hai dua

main jyada nahi maangta, main jyada nahi maangta

saari daulat saari taakat, saari duniya par hukumat

bas itna sa khwaab hai, bas itna sa khwaab hai

bas itna sa khwaab hai

Explore this song