Roman script

champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne

juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne

ye tera shabaab pyaar ka kamal

ankhadiya hai ya koi gazal hai pyaar ki

ye tera shabaab pyaar ka kamal

ankhadiya hai ya koi gazal hai pyaar ki

ban gaye ham yu hasi

ban gaye ham yu hasi, aap ki ye inaayat hui

champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne

mere dil ki aag raag ban gayi

mujh ko zindagi me gungunana aa gaya

mere dil ki aag raag ban gayi

mujh ko zindagi me gungunana aa gaya

jaan-e-man tum jaan lo

jaan-e-man tum jaan lo, pyar patthar ko deta hai jhuka

juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne

raat naujavaan tum bhi ho yaha

aaj apne pyaar par bahaar aa gayi

raat naujavaan tum bhi ho yaha

aaj apne pyaar par bahaar aa gayi

mil gaye dil khil gaye

mil gaye dil khil gaye, ye kali teri dulhan banegi

champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne

juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne

champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne

Explore this song