Roman script

aa aa aa aa aa aa aa 

chamko poonam chanda, is dil ka sandesh de do 

dil ka sandesh de do 

tujh bin ye jag hai andhiyara, hai tu sabka pyara 

phul bani kaliya ab komal 

phul bani kaliya ab komal

kuke ban me kali koyal 

dil ka sandesh de do 

dil ka sandesh de do

chamko poonam chanda, is dil ka sandesh de do 

dil ka sandesh de do

man ke chanda mere bankar, mat chanda tum chhipana 

sundar sapane ab hai apne 

sundar sapane ab hai apne 

taaro ki duniya me hum jaaye 

dil ka sandesh de do

dil ka sandesh de do

chamko poonam chanda, is dil ka sandesh de do 

dil ka sandesh de do

Explore this song