Roman script

chameli ho chameli

din ho ya raat baat aam ho gayi

din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

ha din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

nind raato ki ha ha raato ki

nind raato ki haay haay raato ki

nind raato ki sabki haraam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

haay chameli ho ho chameli

chameli, chameli

mere ango ko sab dekh dekh ke lete hai maja

kehte hai ke mujhme hai, nasha hi nasha

mere ango ko sab dekh dekh ke lete hai maja

kehte hai ke mujhme hai, nasha hi nasha

main to whisky ka bhara hua jaam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

koi sms bhege, koi photo mail kare

koshish to hai sabki kaise pyaar ka khel kare

koi sms bhege, koi photo mail kare

koshish to hai sabki kaise pyaar ka khel kare

ghar ki aandhi thi ab main tufaan ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

koi kare ishaare mujhko, koi aankh maare

koi kahe dikhla dun aaja din me tujhko taare

koi kare ishaare mujhko, koi aankh maare

koi kahe dikhla dun aaja din me tujhko taare

dilwaalo ki ab main to jaan ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

ha sari duniya ye meri gulaam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

din ho ya raat baat aam ho gayi

hai ye charcha chameli jawan ho gayi

Explore this song