Roman script

chaman ki jaan ho, chaman ki jaan ho

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum 

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum 

jawab jiska nahi hai vo sahatar ho tum 

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum 

tumhare julf ki khushbu se raat jhum uthe

sitare raaks kare kaynaath jhum uthe 

kali kali ka, kali kali ka 

mehkta hua nikhar ho tum 

chaman ki jaan ho

jaha me ishq mohabbat tumhare dam se hai

kasam raat ki jannat tumhare dam se hai 

mere hasin

mere hasin khayalo ka intzar ho tum 

jawab jiska nahi vo sahatar ho tum 

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum 

tum apne husan ki ranaaiya mujhe de do

jo ho sake to ye angdayia mujhe de do

ki meri jaan, ki meri jaan 

mera dil mera karar ho tum 

jawab jiska nahi vo sahatar ho tum 

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum 

chaman ki jaan ho

rangin ye bahar ho tum

Explore this song