Roman script

nain sarovar nirmal chand

komal tan man mohini

adharm adhmay sparsh sukhmay

subh rang sanwargini

chham chaka chham chaka 

chham chaka chham chaka 

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

mere is rang me tum bhi rang jaoge

main jo gaungi tum bhi gaaoge

lagne lag jayega ye geet apna

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

mere in labo pe bas naam ho tera

tujhko chahna hi bas kaam ho mera

tune kah diya kya dil jhum jhum utha

khil gayi hu main jo ye pyar hai tera

aaja aankho me main tujhe chhupa lu

tujhko lag jaye na koi najar

pyar se badhke main pyar tujhko dungi

gham se ho jayega tu bekhabar

kuch paya hai to bas paya tujhe

mar jaunga main agar khoya tujhe

marne ki baat na kabhi tu karna

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

dhadkane ye dil ki kya kah rahi hai sun

tu hai geet mera aur main hu teri dhun

aa tujhe bata du janmo se ae sanam

maine tujhko apna sathi liya hai chun

teri baaho me swarg pa liya hai

ab kya chahu rab se mere sajan

hansta khilta chehra tera ye dekhe

jab jab tujhko dekhe mere nayan

aaja pyar me yu kho jayenge

hum do se sanam ek ho jayenge

mujhko jee bhar ke yaar pyar karna

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

chham chaka chham chaka gaaye sapna

pyar ki sargam se saja nagma nagma

Explore this song