Roman script

kahta kuch aur karta hai aur

leta hai kyun tu dil pe joor

batla batla kori si raat ko bharde aaj

tu khol de sab raaz raaaz beh ja beh ja

gupchup sa kyu hai tu yeh bata

kuch to hansi ko de jagah bewajah bewajah

khoye khoye beparwa ho

baton bato mein subah ho

lamho ko le saja nahi hai tu tanha

chalu main waha jaha tu chala

chalu main waha jaha tu chala

samjha bujha ke dekhte hai

din dukh pahle senkte hai

chal bane nayi kahaniyan

beirada sadko pe tarikho ko 

dhakelte hai chal waha jaha na ho gaya

chalu main waha jaha tu chala

chalu main waha jaha tu chala

chalu main waha kaisa bhi ho sama

jaha tu chala rahu saath sada

Explore this song