Roman script

gam aur khusi ke beech me

chalti ka naam zindagi hai

gam aur khusi ke beech me

chalti ka naam zindagi hai

duniya ki dhup aur chaw me

chalti ka nam zindagi hai

duniya ki dhup aur chaw me

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi

sachai ko aur juth ko 

parkhe agar teri nazar

sachai ko aur juth ko 

parkhe agar teri nazar

to dekh ja najdik se 

phoolo ka bhi hai kya jigar

kaato ki tej nok par 

palti ka naam zindagi hai

gam aur khusi ke beech me

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi 

manzil mile ya na mile

chalta hi chal tu rukna nahi

manzil mile ya na mile

chalta hi chal tu rukna nahi

han aandhi chale ya tufa mile

samne uske jhukna nahi

sanche me rang birange

dhali ka naam zindagi hai

gam aur khusi ke beech me

chalti ka nam zindagi hai

duniya hai ye duniya ka kya

koi hase ya koi roye

duniya hai ye duniya ka kya

koi hase ya koi roye

do char din ki hai ye numayis

paye koi aur koi khoye

chahat ki baaho me 

phulti phalti ka naam zindagi hai

gam aur khusi ke beech me

chalti ka nam zindagi hai 

duniya ki dhup aur chaw me

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi hai

chalti ka nam zindagi

Explore this song