Roman script

hum chalte rahe, lamhe gujarte rahe

dil chalta raha, saanse bujhti gayi

yaade rakh ho gayi, ye khak ho gayi

kuch bhi na raha

ye baate khwab ho gayi, shraap ho gayi

main kah na saka

yaade rakh ho gayi, ye khak ho gayi

kuch bhi na raha

ye baate khwab ho gayi, shraap ho gayi

main kah na saka

hum bikhre rahe, kuch bhi na kah sake

dur tumse huye, khwabo me kho gaye

ke sapne tut gaye, apne ruth gaye

kuch bhi na raha

ye hath chhut gaye, saath tut gaye

main kah na saka

yaade rakh ho gayi, ye khak ho gayi

kuch bhi na raha

ye baate khwab ho gayi, shraap ho gayi

main kah na saka

ke yaade rakh ho gayi, ye khak ho gayi

kuch bhi na raha

ye baate khwab ho gayi, shraap ho gayi

main kah na saka

yaade rakh ho gayi, ye khak ho gayi

kuch bhi na raha

ye baate khwab ho gayi, shraap ho gayi

main kah na saka

Explore this song