Roman script

kya pata aag si ye kaha lag gayi

ye lagi thi waha ab yaha lag gayi

hal dil ka kahe ya abhi chup rahe

mitha mitha sa ye dard kaise sahe

chandani rato me uthkar jagne hum lage

chupke chupke kuch duaye mangne hum lage

haye ye kya karne lage

kya yahi pyar hai

kya yahi pyar hai

ha yahi pyar hai

ha yahi pyar hai

chalte chalte yuhi ruk jati hu mai

baithe baithe kahi kho jati hu mai

kahte kahte hi chup ho jati hu mai

kya yahi pyar hai

kya yahi pyar hai

ha yahi pyar hai

ha yahi pyar hai

Explore this song