Roman script

he bidu life mein darne ka nahi 
dar dar ke jine ka nahi 
he bidu life mein darne ka nahi 
dar dar ke jine ka nahi 
dukh aaye to maar de goli 
khushiyo se tu bhar le jholi 
khud ko na samjh bekar 
khud ko na samjh bekar 
kahta ye chal chal chal chalta hai yaar 
chal chal chal chalta hai yaar 
duniya pyar kare paiso se 
laat pade kabhi apno se 
duniya pyar kare paiso se 
he laat pade kabhi apno se 
musibaton se himmat na haar 
khud ko na samjh bekar 
khud ko na samjh bekar 
kahta ye chal chal chal chalta hai yaar 
chal chal chal chalta hai yaar 
aadhi roti se bhar le pet 
khali jeb hai to phir na ban seth 
aadhi roti se bhar le pet 
khali jeb hai to phir na ban seth 
paidal chal maangta hai kyu car 
khud ko na samjh bekar 
khud ko na samjh bekar 
kahta ye chal chal chal chalta hai yaar 
chal chal chal chalta hai yaar 
he bidu life mein darne ka nahi 
dar dar ke jine ka nahi 
he bidu life mein darne ka nahi 
dar dar ke jine ka nahi 
dukh aaye to maar de goli 
khushiyo se tu bhar le jholi 
khud ko na samjh bekar 
khud ko na samjh bekar 
kahta ye chal chal chal chalta hai yaar 
chal chal chal chalta hai yaar 
chal chal chal chalta hai yaar 
he bidu

Song details

Song video

Watch on YouTube