Roman script

chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
ambar se dharti par aaye 
ambar se dharti par aaye 
dekh ke chand charkori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
ambar se dharti par aaye haye 
ambar se dharti par aaye
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
dekho iske nain katile 
gaal gulaabi honth rasile 
dekho iske nain katile 
gaal gulaabi honth rasile 
haath huye mehandi se pile 
haath huye mehandi se pile 
sabke man ko bhaye
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
ambar se dharti par aaye
dekh ke chand charkori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
tan chandan hai man gulshan hai 
aane wala saajan hai 
tan chandan hai man gulshan hai 
aane wala saajan hai 
mahaka mahaka aangan hai 
mahaka mahaka aangan hai 
sab par masti chhaye re 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
ambar se dharti par aaye haye
ambar se dharti par aaye
dekh ke chand charkori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
sakhiya chhede gori chahake 
gaalo par angaare dahale 
sakhiya chhede gori chahake 
gaalo par angaare dahale 
jaam ?? saajan bahke 
jaam ?? saajan bahke 
chain usko aaye re 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
ambar se dharti par aaye haye
ambar se dharti par aaye
dekh ke chand charkori ko 
chalo sakhi ri aaj sajaye 
chanda jaisi gori ko 
chanda jaisi gori ko 
chanda jaisi gori ko 
chanda jaisi gori ko 
chanda jaisi gori ko

Song details

Song video

Watch on YouTube