Roman script

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

sunte hai yaha chhupke baate 

log jalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

sunte hai yaha chhupke baate 

log jalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

ha ye jagah khub hai, lekin kitni dhup hai

ped ke niche baithenge 

aa nahi diwar ke pichhe baithe

diwaro ke bhi kaan hote hai 

o ho aap yu hi badguma hote hai

lo ye tofee khaoge

kab tak yu tarsaoge

do dil bekarar hai, mushkil intzar hai

mera bhi ye haal hai, shadi me ek saal hai

saal me kitne din hai, jitne hai tere bin hai

yahi baate soch ke, to din raat dhalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

sunte hai yaha chhupke baate 

log jalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

aise tum kyu kho gaye, hum diwane ho gaye

ha ye diwanapan chhodo, dekho ye dil na todo

din raat teri yaad aati hai, nind yaha kise aati hai

rut ka pyar sara hai, mausam bada pyara hai

phir kab milne aaoge, jab bhi tum bulaoge

kal ka wada kar jao, achha ab tum ghar jao

itna waqt hi apna tha, kitna sundar sapna tha

sapne kabhi kabhi jhuthe nikalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

sunte hai yaha chhupke baate 

log jalte hai

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai 

chalo kahi aur chalte hai

Explore this song