Roman script

chalo chale saathiya, mere humsafar

dur banayenge sapno ka ghar

jaha ummedo ke parvat

khushiyo ki bahti nadiya

jaha hum ho tum ho sare

hansti vadiya

chalo chale saathiya, mere humsafar

dur banayenge sapno ka ghar

jaha hansta rahe mera sajna

jaha khanke mera kangna

jaha masti ke honge nazare

dil diwana

chalo chale saathiya, mere humsafar

dur banayenge sapno ka ghar

masti bhara ye hai mera dil

leke chala jaha hai manjil

dilbar mere, mere humdam

manjil meri jaha tere kadam

jaha ummedo ke parvat

khushiyo ki bahti nadiya

jaha hum ho tum ho sare

hansti vadiya

chalo chale saathiya, mere humsafar

dur banayenge sapno ka ghar

sone ka nahi, chandi ka nahi

pyar ka ghar hai, pyar ki jami

sare jahan me hai sunder

sapno ka ghar, apno ka ghar

jaha ummedo ke parwat

khushiyo ki bahti nadiya

jaha hum ho tum ho sare

hansti vadiya

aaja re saathiya, mere humsafar

pyar ka hai ye pyara pyara ghar

jaha ummedo ke parvat

khushiyo ki bahti nadiya

jaha hum ho tum ho sare

hansti vadiya

aaja re saathiya, mere humsafar

pyar ka hai ye pyara pyara ghar

Explore this song