Roman script

punay ki jag me vijay ke hetu 

aao paap se yudh karne banaau setu 

man kahe ki nyay ki raksha mein 

mange pran bhi jo dan mein to de dun 

rang layi dekho bhakat aaye 

lanka dhane ki le ke shapath aaye 

jai hanuman gyan gun sagar 

jai kapis tihu lok ujagar 

ram dut atulit bal dhama 

pawan putr pawan sut nama 

jai shri ram 

gaya tha main bas le ke apka naam 

apki mundri maine di ja ke sita maiya ko 

sita maiya ne ye kaha mere swami se ye kaho 

mujhe mukt karaane aaye rawan ko harane aaye 

dukh maine jo dekha unka to maine jala di lanka 

mere raghupati 

raghraai dekho hanu aaye 

buddhi gyan sabhi se wo tharraye 

raghraai dekho bhakat aaye 

lanka dhane ki le ke kasam aaye 

raghraai ab yudh karna hai 

sab jane jina hai sab jane marna hai 

man kahe ki nyay ki raksha mein 

mange pran bhi jo dan mein to de dun

Explore this song