Roman script

chhalkao jhum ke paimana khushi ka
hans ke jo gujar de jina hai usi ka
chhalkao jhum ke paimana khushi ka
hans ke jo gujar de jina hai usi ka
zinda dil wale rakhte hai dil se kam
hum to karte hai dur hi se salam
are zinda dil wale rakhte hai dil se kam
hum to karte hai dur hi se salam
dil se hum hain humse hai zindagi
chhalkao jhum ke paimana khushi ka
hans ke jo gujar de jina hai usi ka
jab tak jivan ki sham hansti rahe 
aur ye zulfo ki rut mahakti rahe 
are jab tak jivan ki sham hansti rahe 
aur ye zulfo ki rut mahakti rahe 
saz dil pe gaye ja dhun yahi 
chhalkao jhum ke paimana khushi ka
hans ke jo gujar de jina hai usi ka

Song details

Song video

Watch on YouTube