Roman script

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

jab nain lade ho rah gaye khade

jab nain lade rah gaye khade

are na na na na na na

ho main to na jaau julmi ki gali

main to na jaau bairi ki gali

main to na jaau julmi ki gali

re main to na jaau bairi ki gali

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

ye to batana gauri aayi kaahe chori chori

kaun tujhe sang le jayega

kahu kaise sabke aage haye mohe dar laage

bhed chhupa hai khul jayega

bhed chhupa hai khul jayega

chali thi haye

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

surat hai asli teri baate hai nakli teri

kaisi hai uljhan tere pyar ki

jag se chhupana hai jo tujhko batana hai wo

hai ye paheli mere yaar ki

hai ye paheli mere yaar ki

chali thi haye

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

sabko banayegi tu kab tak chhupayegi tu

raaz ye ik din to khul jayega

zalam chhere kaahe kismat ke phere kaahe

uljhaya jisne wo suljhaya

uljhaya jisne wo suljhaya

chali thi haye

chali thi thumka de ke thaske

piya ne maari najariya kaske

jab nain lade ho rah gaye khade

ho jab nain lade rah gaye khade

are na na na na na na

ho main to na jaau julmi ki gali

main to na jaau bairi ki gali

main to na jaau julmi ki gali

re main to na jaau bairi ki gali re

Explore this song