Roman script

saajna mere saajna, saajna mere saajna

chali saat phere lekar, saat samander paar

chali saat phere lekar, saat samander paar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

saajna mere saajna, saajna mere saajna

dukh le lamhe, bhigi aankhe

yaad aayi apno ki baate

kisko dil ka haal sunaye

kaise kaate lambi raate

band huye sab dwar

chali saat phere lekar, saat samander paar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

saajna mere saajna, saajna mere saajna

beti paraye ghar jati hai

lekin ye pardes me aayi

anjane hai log jahan par

ghor andhera aur tanhayi

charo taraf diwar

chali saat phere lekar, saat samander paar

chali saat phere lekar, saat samander paar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

leke sajan ka pyar, leke sajan ka pyar

saajna mere saajna, saajna mere saajna

Explore this song