Roman script

tirkit tal se lo chali kahani 

panghat kaal se lo chali kahani

ho sarpat daudti hai faqat jubani

chhutput aashiki mein dhali kahani

angint saal se hai wahi kahani 

tere mere ishq ki ye nayi kahani

aati kahan se hai ye jati kahan kya pata

ye chenab ka dariya hai ye ishq se bhariya

wo lahro pe bal khati mahiwal se milne jaati 

wo naam ki sohni bhi thi mahiwal ki honi bhi thi

lekin bhay kans ka tha usko to phir

vasudev ne kanha ko lekar

jamuna se paar lagaya

dariya se to firaun ki bahana ne phir musa uthaya

chali kahani chali kahani 

chali kahani chali kahani 

chali kahani chali kahani chali kahani 

tirkit tal se lo chali kahani 

panghat kal se lo chali kahani

ho sarpat daudti hai faqat jubani

chhutput aashiki mein dhali kahani

angit saal se hai wahi kahani 

tere mere ishq ki ye nayi kahani

aati kahan se hai ye jati kahan kya pata

birha ka dukh kahe ho banke

dikhe mohe tu hi jiya mein jo jhankiye

pal pal ginti hu aantho hi pahar

kitne bars huye mohe ha kiye

naina niharo mohe bhor se jhare

preet mori piya bato se na aakhiyo

main hi mar jaau ya mare duriya

duriyo ki chadaro pe yaade tankiya

wo utha virodhi parcham

mugal azam ko tha ye gam

shehjada mohabbat karke

izzat ka karenga kachara bhasam

troja ki thi helen tha itni raksha mein raawan

antatah bheeshan yuddham krandan

mera to ranjhan mahi ranjhan ranjhan

Explore this song