Roman script

chali jawani thokar khane 
duniya ke bazar me, chali jawani
o dekho chali jawani thokar khane 
duniya ke bazar me
gali gali bhatkegi pagli
gali gali bhatkegi pagli
chhalbaliya sansar me
kyu thumak thumak chali
oye thumak thumak chali
oye chali jawani 
o babu dekho chali jawani thokar khane 
duniya ke bazar me
chali re chali re chali re chali chali chali 
chal re nikattu sadak ke lattu
mujhe kya samjha gudiya 
hey tu mujhe kya samjha gudiya 
ari gudiya hoti gupchup rahti 
namak mirch ki pudiya hai tu
namak mirch ki pudiya hai 
kan khol kar sun le nadina 
mai hu ek hajar me
kan khol kar
kan khol kar sun le nadina 
mai hu ek hajar me
o ho rup ke rasiya tak lagaye
haye re zulmi tak lagaye
baithe hai gulzaar me
kaha nain mattako chali oye
kamar lachakko chali oye
oye chali jawani 
o babu dekho chali jawani thokar khane 
duniya ke bazar me
chali re chali re chali re chali chali chali 
chhod de chaila meri dagariya
meri nagariya dur hai re
meri nagariya dur hai
ye kajal ye surma missi 
sab do din ka nur hai re
bas do din ka nur hai
kuch bhi ho ab mujhe na rahna
tere is gharbar me
kuch bhi ho
kuch bhi ho ab mujhe na rahna
tere is gharbar me
ho bandhi chali aayegi gori
bandhi chali aayegi gori
ek din mere pyar me 
kyu chhod  ke baiya chali oye
mukh mud ke guiya chali 
oye chali jawani
o babu roko na chali jawani thokar khane 
duniya ke bazar me
chali re chali re, chali re chali, chali chali

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi