Roman script

chali gai jaan meri dekhta mai rah gya 
chali gai jaan meri dekhta mai rah gya 
pyar mera palko se aansu banke bah gya 
dil ye bata de ha dil ye bata de gam kaise tu ye sah gya 
ho mushkil jina hua 
chali gai jaan meri dekhta mai rah gya 
pyar mera palko se aansu banke bah gya 
dil ye bata de ha dil ye bata de gam kaise tu ye sah gya 
ho mushkil jina hua 
hatho me mitti nafarat aankho me 
dil me lagi hai aag tufa hai sanso me 
hatho me mitti nafarat aankho me 
dil me lagi hai aag tufa hai sanso me 
chodunga use na mai chodunga use na
mujhe karke jo barbad gya 
ho mushkil jina hua 
ho mushkil jina hua 
ho mushkil jina hua

Song details

Song video

Watch on YouTube