Roman script

aa aa aa aa aa aa 

chali chilman ke pichhe baat ye 

parda nashino me 

bhala is umr me kyo

aap aa baithe hasino me 

o naajni o mahjabi, o naajni o mahjabi 

nahi tujhe pata nahi, nahi tujhe pata nahi 

samjh rahi hain tu jise

samjh rahi hain tu jise 

jami o aasman hain

abhi ye dil jawan hain, abhi ye dil jawan hain 

abhi ye dil jawan hain

jawan hain jawan hain

ho abhi ye dil jawan hain

abhi ye dil jawan hain 

aa aa aa wo jawaniya na yaad kar 

kahaniya na yad kar, na ab hamara naam le 

tadap ke dil tham le 

gaye zamane bhul ja, shikastkar ko bhul ja 

gaye zamane bhul ja, shikastkar ko bhul ja 

tu ek hasina ful hain, magar ye teri bhul hain

mukabla jurur kar, magar na tu gurur kar 

ye husn chhanw dhup hain

ye char din ka rup hain 

sada bahar mere ishq ka ye gulistan hain 

abhi ye dil jawan hain, abhi ye dil jawan hain 

abhi ye dil jawan hain

jawan hain jawan hain

ho abhi ye dil jawan hain

abhi ye dil jawan hain 

aa aa aa hashi na mere sath kar 

majak chhod baat kar, nazar mila ke dekh le 

ye aajma ke dekh le 

mujhe na jeet payegi, tu shart haar jayegi 

mujhe na jeet payegi, tu shari haar jayegi 

ye umar kya hain pyaar ki

khiza me rut bahar ki

na gujra waqt yaad kar

tadap ke din na shad kar 

agar naa baaj aayega

jigar pe chot khayega 

nazar ke samne na aa, agar ajij jaan hain 

abhi ye dil jawan hain, abhi ye dil jawan hain 

abhi ye dil jawan hain

jawan hain jawan hain

ho abhi ye dil jawan hain

abhi ye dil jawan hain 

aa aa aa

hamari hamari hamari gal ko chhod de 

yahi ye najm chhod de

hamari gal ko chhod de

yahi ye najm ko chhod de

ye dil ye dil ye dil to bejuban hain 

ye shayari juban hain 

ye dil to bejuban hain, ye shayari juban hain 

sama magar badal chuka

tera shabab dhal chuka 

samma magar badal chuka

tera shabab dhal chuka 

ye ishq jab bulayega, shabab laut aayega 

ye ishq jab bulayega, shabab laut aayega

main etbaar kya karu

main tujhse pyaar kya karu

galat tera khayal hain

ye budha bemishal hain 

jidhar bhi main nikal gaya

koi hasina chadh gaya 

jidhar bhi main nikal gaya

koi hasina chadh gaya 

gali gali hasin hontho pe ye dastan hain 

abhi ye dil jawan hain, abhi ye dil jawan hain

Explore this song