Roman script

chali aayi tere pichhe
mere sajna mere sathi 
mere sajna mere sathi 
are aane de jo dunia 
peeche peeche hai aati 
dar na mere sajana 
ye to hai apne barati
ohh sathi ye to 
hai apne barati 
chali aayi tere pichhe
mushkil se mile dil mile 
mauka mile fir na mile 
payi khushi dil luta ke 
payi khushi dil luta ke 
dunia ye jale to jale 
do dil to chale aa chale 
dono jahan ko bhula ke 
ohh dono jahan ko bhula ke
are dekhe to dekhe koi 
mai nahi ghabrati 
dar na meri sajana 
ye to hai apne baarati
ohh sathi ye to 
hai apne barati 
are udhar dekh 
shahnai baje na baje 
doli bhi saje na saje 
phir bhi tere sath aayi 
ohh mai to tere sath aayi 
sehra bhi bandhe na bandhe 
dulha tu bane na bane 
fir bhi to baaraat aayi 
ohh kaisi ye baarat aayi 
aisi hai jodi jahan me 
kaha mil paati 
dar na meri sajana 
ye to hai apne baarati
ohh sathi ye to 
hai apne barati

Song details

Song video

Watch on YouTube