Roman script

mujhko tera junu, tere pass le aaya

teri yaado ka wo shehar, tere shehar le aaya

pyasa nange paanv, tere pass chala aaya

tujh bin gujre na raat din 

jeeyu main kaise tere bin

tujh bin gujre na raat din

jeeyu main kaise tere bin

rasmo ki zanzire

bas ik baar tod aana

tujh bin gujre na raat din 

jeeyu main kaise tere bin

tujh bin gujre na raat din

jeeyu main kaise tere bin

ab bhi dil me kuch ho

to ek baar chali aana

maajhi ki galtiyan

ik baar bhula aana

mere pass chali aana

Explore this song