Roman script

mujhko tera junun 

tere paas le aaya

teri yaadon ka wo seher 

tere sheher le aaya

pyasa nange pauw 

tere paas chala aaya

tujh bin guzare na raat din

jeeu main kaise tere bin

tujh bin guzare na raat din

jeeu main kaise tere bi

rasmon ki zanjeerein 

bus ik baar tod aana

tujh bin guzare na raat din

jeeu main kaise tere bin

tujh bin guzare na raat din

jeeu main kaise tere bin

ab bhi dil mein kuch ho 

to ek baar chali aana

maazi ki taltiyaan 

ek baar bhula aana

mere paas chali aana

Explore this song