Roman script

chali pawan chali pawan chali pawan 
chali pawan purwaai chali pawan purwaai
chali pawan purwaai chali pawan 
raain me sapne lage chamkne 
raain me sapne lage chamkne 
apna jiwan aise laga jhalkne
apna jiwan aise laga jhalkne
kismat parwane ne jo chamka li
chali pawan chali pawan chali pawan 
chali pawan purwaai chali pawan purwaai
chali pawan purwaai chali pawan 
nadi kinare prem ke pyaase
nadi kinare prem ke pyaase
ho rahe diwane ho nadi kinare
ho rahe diwane ho nadi kinare
jwani phuti kismat me
jwani phuti kismat me
kismat me na aag lgaye
chali pawan chali pawan chali pawan 
chali pawan purwaai chali pawan purwaai
chali pawan purwaai chali pawan

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Naseem, Rattan Bai

lyricist: Shewan Rizvi, Baalam Pardesi