Roman script

chale ladkhada ke kadam dagmaga ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka 

chale ladkhada ke kadam dagmaga ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka 

chale ladkhada ke 

hontho ki lali palko ke saye 

hontho ki lali palko ke saye

sagar me tan man duba sa jaye 

baho me le lo hay, julfo se khelo

fir raat aisi aaye na aaye 

na aaye, na aaye, na aaye 

pila muskura ke nigahe mila ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka, baat ka  

chale ladkhada ke 

tere intejar me sapne dekhe hain kya kya 

tere intejar me sapne dekhe hain kya kya 

ho dile bekrar me arma bachle hain kya kya 

ho dilruba aankhe mila, aankho se pi thodi pila 

thodi pila pila pila 

tujhe aaj pake gale se laga ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka 

chale ladkhada ke 

chehara gulabi aankhe gulabi 

chehara gulabi aankhe gulabi 

tu bhi sharabi ham bhi sharabi 

kitni piye ham hay yaad se jage hay 

hoke rahegi dil ki kharabi kharabi kharabi 

ye din hain khata ke khata ke saja ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka 

chale ladkhada ke kadam dagmaga ke 

nahi hosh hamko kisi baat ka, baat ka 

chale ladkhada ke

Explore this song