Roman script

chale jaana jara thehro kisi ka dum nikalta hai 

ye manjar dekhkar jaana 

chale jaana jara thehro kisi ka dum nikalta hai 

ye manjar dekhkar jaana, chale jaana 

hasi jharno ke saaye me akela chhod  jaate ho 

hasi jharno ke saaye me akela chhod  jaate ho 

hamare dil ko aakhir kis liye tum tod jaate ho 

jara dum lo kaha maano kisika dum nikalta hai 

ye manjar dekhkar jaana chale jaana

kasam khati hu main apni tumhe ab na sataungi 

kasam khati hu main apni tumhe ab na sataungi

tumhari baat jo bhi ho wahi main maan jaaungi

bhari aankhe ruki saanse kisi ka dum nikalta hai 

ye manjar dekhkar jaana, chale jaana 

jara theharo kisi ka dum nikalta hai 

ye manjar dekhkar jaana, chale jaana

Explore this song